Ye kafila hai pyar ka
Chalta hi jayega
Ye kafila hai pyar ka
Chalta hi jayega
Ji bhar ke hasle gale
Ye din phir na aayega
Ye kafila hai pyar ka
Chalta hi jayega
Ji bhar ke hasle gale
Ye din phir na aayega
Ye kafila hai pyar ka
Chalta hi jayega
Is kafile ke sath
Hasi bhi hai ashq bhi
Is kafile ke sath
Hasi bhi hai ashq bhi
Gayega koi aur
Koi aansoo bhi bahayega
Is kafile ke sath
Hasi bhi hai ashq bhi
Gayega koi aur
Koi aansoo bhi bahayega
Rahi gujar na jaye
Rahi gujar na jaye
Mohabbat ke din kahi
Aankhe taras rahi hai
Ab aankhe milaye ja
Aankhe taras rahi hai
Kab aankhe milayega
Rahi gujar na jaye
Mohabbat ke din kahi
Aankhe taras rahi hai
Kab aankhe milayega
Ye kafila hai pyar ka
Chalta hi jayega
Is kafile mein wasal bhi hai
Aur judaai bhi
Is kafile mein wasal bhi hai
Aur judaai bhi
Tu jo bhi mang lega
Tere paas aayega
Tu jo bhi mang lega
Tere paas aayega
Is kafile mein wasal bhi hai
Aur judai bhi
Tu jo bhi mang lega
Tu jo bhi mang lega
Tere paas aayega
Ye kafila hai pyar ka
Chalta hi jayega.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Asha Bhosle