Ye kaisa ehsas hai
Ye kaisi pyas hai
Ye kaisa ehsas hai
Ye kaisi pyas hai
Meri chahat hai dur mujhse
Meri chahat hai dur mujhse
Meri kismat mere paas hai
Ye kaisa ehsas hai
Ye kaisi pyas hai
Ye kaisa ehsas hai
Ye kaisi pyas hai
Ye chahat nhi hai meri
Ye chahat nhi hai meri
Ye phir bhi kuch khas hai
Hotho pe mere tera
Naam aaya nahi
Khawabo me mere
Kahi tera saya nahi
Ye halki halki bunde
Chahat ki phir se barse
Dekhne ko tujhko kyu
Ye meri ankhiya tarse
Khud ko kabhi aisi
Uljhan me paya nahi
Meri chahat hai dur mujhse
Meri kismat mere pas hai
Ye kaisa ehsas hai
Ye kaisi pyas hai
Ye kaisa ehsas hai
Ye kaisi pyas hai
Ye chahat nhi hai meri
Ye chahat nhi hai meri
Ye phir bhi kuch khas hai
Chalte chalege to
Shayad wo manjil mile
Tamana thi barso ki
Apni ye do dil mile
Chalte chalte lekin
Ye kya makam aaya
Dilme aur hotho pe aur
Mere to naam aaya
Jisne kiya mujhko
Ghayal wo katil mile
Ye chahat nhai hai meri
Ye phir bhi kuch khas hai
Ye kaisa ehsas hai
Ye kaisi pyas hai
Ye kaisa ehsas hai
Ye kaisi pyas hai
Meri chahat hai dur mujhse
Meri chahat hai dur mujhse
Meri kismat mere
Pas hai mere pas hai.
Shaan
Krishnakumar Kunnath (K.K)
Mehnaz
Krishnakumar Kunnath (K.K)