Aag jale is desh mein
Jale aag mein desh
Karti aayi nariya
Jiviat agani parwesh
Bhasam huyi ma
Parwati isi aag mein jal ke
Sita ne di agani pariksha
Angaro pe chal ke
Johar ki jawala mein dekar
Parano ki aahutiya jalkar
Rani padmini ke sang
Ho gayi kitani satiya
Yug badale
Sadiya biti nahin
Shant huyi ye jawala
Vandahej ki aag
Ab isne sarvnash kar dala
Dhan ke pujariyo mein
Adharm na daya hain
Ab dulhano ka jalana
Har din ka wakiya hain
Is aag mein hamara
Sukh chain jal gaya hain
Is ke khilaf jane
Aawal kab uthegi
Is ke khilaf jane
Aawal kab uthegi
Ye aag kab bujhegi
Ye aag kab bujhegi
Ye aag ye aag
Knaya ka dan jag mein
Sabse bada kaha jaye
Ye dan lene duniya
Babul ke dawar aaye
Tan ke khada bhikhari
Data hai sar jhukaye
Kab tak ye ulti ganag
Is desh mein bahegi
Kab tak ye ulti ganag
Is desh mein bahegi
Ye aag kab bujhegi
Ye aag kab bujhegi
Kab bujhegi kab bujhegi
Ye aag ye aag
Mamta ujad gayi hain
Aur pyar lut gaya hain
Babul ki hasarto ka
Sansar lut gaya hain
Ek gul ke tutane se
Guljar lut gaya hain
Ab jane ye kahani
Kis mad pe rukegi
Ab jane ye kahani
Kis mad pe rukegi
Ye aag kab bujhegi
Ye aag kab bujhegi
Kab bujhegi kab bujhegi
Ye aag ye aag
Joote ko dekho joote
Aansoo baha raha hain
Phere nibha na paya
Phere laga raha hain
Joote ko dekho joote
Aansoo baha raha hai
Phere nibha na paya
Phere laga raha hain
Jis ko jala chuka hain
Use phir jala raha hain
Nari janam ke li hain
Kab tak yuhi jalegi
Is ke khilaf jane
Aawaj kab uthegi
Is ke khilaf jane
Aawaj kab uthegi
Ye aag kab bujhegi
Ye aag kab bujhegi
Kab bujhegi kab bujhegi
Ye aag ye aag
Zalim samaj apne
Rashmo riwaj dekhe
Bebas bejulm kya
Kya hote hain aaj dekhe
Zalim samaj apne
Rashmo riwaj dekhe
Bebas bejulm kya
Kya hote hai aaj dekhe
Kis dar jage chhupa hain
Khud ko samaj dekhe
Har roj dulhano ki
Kab tak bali chadegi
Is ke khilaf jane
Aawal kab uthegi
Ye aag kab bujhegi
Ye aag kab bujhegi
Kab bujhegi kab bujhegi
Ye aag ye aag
Aansoo bahayege jab
Aansoo rulane wale
Julamo mein khud girege
Jab julam dhane wale
Aansoo bahayege jab
Aansoo rulane wale
Julamo mein khud girege
Jab julam dhane wale
Jayege jab jalaye
Nari jalane wale
Jayege jab jalaye
Nari jalane wale
Ye ag aag se khud
Jab intkam legi
Iske khilaf sab ki
Aawaj jab uthegi
Ye aag kab bujhegi
Ye aag kab bujhegi
Ye aag kab bujhegi
Ye aag kab bujhegi
Kab bujhegi kab bujhegi
Kab bujhegi kab bujhegi
Kab bujhegi kab bujhegi
Kab bujhegi kab bujhegi
Kab bujhegi kab bujhegi
Ye aag ye aag.
Jolly Mukherjee, Kavita Krishnamurthy
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Aziz