Yeh aaine jo tumhe
Kum pasand karte hain
Yeh aaine jo tumhe
Kum pasand karte hain
Yeh aaine jo tumhe
Kum pasand karte hain
Inhe khabar hai tumhe
Hum pasand karte hain
Yeh aaine jo tumhe
Kum pasand karte hain
Tumhe khuda ne
Zamane mein nazinen diya
Meri nazer ne tumhe
Aur bhi haseen kiya
Tery baghair safar
Kyaa hai rasta kya hai
Ham ashiqun ko
Zamane se wasta kya hai
Ham ashiqun ko
Zamane se wasta kya hai
Ke hum to aap ko
Janam pasand karte hain
Isi liye tumhe maussam
Pasand karte hain
Yeh aaine jo tumhe kum
Pasand karte hain
Inhe khabar hai tumhe
Hum pasand karte hain
Yeh aaine jo tumhe
Kum pasand karte hain
Qareeb aao ke bhar lain
Tumhe nigahon mein
Tumhe samait läin in
Beqarar bahon mein
Hai kon aisa jise dhadakano
Mein band karein
Tumhi batao tumhe
Kyun na hum pasand kare
Tumhi batao tumhe
Kyun na hum pasand kare
Ke piyasy loog hi shabnam
Pasand karte hain
Koi karey na tumhe
Hum pasand karte hain
Yeh aaine jo tumhe
Kum pasand karte hain
Inhe khabar hai tumhe
Hum pasand karte hain
Yeh aaine jo tumhe
Kum pasand karte hain.
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Nazima
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik
Sonu Nigam
Kumar Sanu
Sonu Nigam