Ye dard bhara afsaana sunle
Anjaan zamaana zamaana
Main hoon ek paagal premi
Mera dard na koyi jaana
Main hoon ek paagal premi
Mera dard na koyi jaana
Ye dard bhara afsaana sunle
Anjaan zamaana zamaana
Main hoon ek paagal premi
Mera dard na koi jaana
Koi bhi waada yaad na aaya
Koi kasam bhi yaad na aayi
Meri duhaayi sun le khudaai
Mere sanam ne ki bewafai
Dil toot gaya deewana sunle
Anjaan zamaana zamaana
Main hoon ek paagal premi
Mera dard na koyi jaana
Main hoon ek paagal premi
Mera dard na koyi jaana
Phoolon se maine
Daaman bachaaya
Raahon me apni
Kaante bichhaye
Main hoon deewana deewangi
Me ek bewafa se neha lagaaye
Jo pyar ko na pahchaana
Sunle anjaan zamaan zamaana
Main hoon ek paagal premi
Mera dard na koyi jaana
Main hoon ek paagal premi
Mera dard na koyi jaana
Yaaden puraani
Aane lagi kyaa
Ankhen jhukaali
Kyaa dil me aaya
Dekho nazaara dilbar
Hamaara kaise hamaari mahfil me aaya
Hai saath koi begaana
Sunle anjaan zamaana zamaana
Main hoon ek paagal premi
Mera dard na koyi jaana.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar