Yeh dastoor hain huzoor
Yeh dastoor hain huzoor
Kisi ka kya kasoor
Dosto se pyaar kiya jata hain
Dushmano ko mar diya jaata hain
Rakh diya pistol tere samane
Aye yaar le hamse kar le dosti
Ya khud ko goli maar le
Hamse kar le dosti
Ya khud ko goli maar le
Rakh diya pistol tere samane
Aye yaar le hamse kar le dosti
Ya khud ko goli maar le
Hamse kar le dosti
Ya khud ko goli maar le
Ek katara tu magar
Tufaan se takara gaya
Ek tinaka tu magar
Aandhi ki zid mein aa gaya
Ek katara tu magar
Tufaan se takara gaya
Ek tinaka tu magar
Aandhi ki zid mein aa gaya
Aandhi ki zid mein aa gaya
Jaaneman tera janaaja
Ho gaya taiyaar le
Hamse kar le dosti
Ya khud ko goli maar le
Hamse kar le dosti
Ya khud ko goli maar le
Rakh diya pistol tere samane
Aye yaar le hamse kar le dosti
Ya khud ko goli maar le
Hamse kar le dosti
Ya khud ko goli maar le
Teri baatein tera charcha
Teri baatein tera charcha
Aam hain iss shehar mein
Iss kadar mashhoor tera
Naam hain iss shehar mein
Tujhako hum dete hain
Teri zindagi ka wasta
Abb nahi tere liye
Bas aur koyi aur raasta
Bas aur koyi aur raasta
Rakh diya yeh dil
Tere kadamo mein
Aye dildaar le
Hamse kar le dosti
Ya khud ko goli maar le
Hamse kar le dosti
Ya khud ko goli maar le
Rakh diya pistol tere samane
Aye yaar le hamse kar le dosti
Ya khud ko goli maar le
Hamse kar le dosti
Ya khud ko goli maar le
Hamse kar le dosti
Ya khud ko goli maar le.
Annette Pinto
Anuradha Paudwal, Shabbir Kumar
Shabbir Kumar
Master Aziz