Mera masiha
Mera gamgu sar mil gaya
Is dil ka dard e
Dil ka kharidar mil gaya
Meharbano kaderdano
Meharbano kaderdano
Kar lo mulakat aakhri
Hain mujare ki raat aakhri
Hain mujare ki raat aakhri
Meharbano kaderdano
Kar lo mulakat aakhri
Hain mujare ki raat aakhri
Hain mujare ki raat aakhri
Husan parde se bahar
Nahin aayega nahin aayega
Husan parde se bahar
Nahin aayega
Ab na julafa ka badal
Nahin chha ye ga
Nahin chha ye ga
Na giregi na giregi
Phir ye bijali
Kar lo mulakat aakhri
Hain mujare ki raat aakhri
Hain mujare ki raat aakhri
Meharbano kaderdano
Aaj bandhe hain gungaru
Kasam ke liye
Kasam ke liye
Aaj bandhe hain gungaru
Kasam ke liye
Kasam ke liye
Sirf nachu aaj main
Balam ke liye
Balam ke liye
Gaa rahi hoon gaa rahi hoon
Ja rahi hoon tham ke
Vo hath aakhri
Hain mujare ki raat aakhri
Hain mujare ki raat aakhri
Meharbano kaderdano
Ek tafayaf yaha rahti thi mar gayi
Ek tafayaf yaha rahti thi mar gayi
Sab gunaho ki kimat ada kar gayi
Marte marte uskeĀ lab pe aayi thi
Ye baat aakhri
Hai mujare ki raat aakhri
Hai mujare ki raat aakhri
Meharbano kaderdano
Kar lo mulakat aakhri
Hain mujare ki raat aakhri
Hain mujare ki raat aakhri.
Kishore Kumar
Amit Kumar
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Amit Kumar, Asha Bhosle
Alka Yagnik, Amit Kumar, Shailendra Singh