Yeh hawayein sard sard hain
Kyun dilo mein garmiyaa
Ya ilaahi yeh majra kya hai
Yeh hawayein sard sard hain
Yeh hawayein sard sard hain
Kyun dilo mein garmiyaa
Phir bhi itani dooriya kyun
Phir bhi itani dooriya kyun
Do dilo ke darmiyaa
Yeh hawayein sard sard hain
Yeh hawayein sard sard hain
Hawao ke kya kya
Roop badal rahe hain
Jalanewale khud jal rahe hain
Kal thi shola aaj hain shabnam
Yeh kaisa andaaz hain
Yeh kaisa andaaz hain
Mausam jaise rang badalna
Aakhir yeh kya raaz hain
Aakhir yeh kya raaz hain
Patthar ko mom kar de
Patthar ko mom kar de
Mohabbat ki garmiyaa
Yeh hawayein sard sard hain
Yeh hawayein sard sard hain
Kyun dilo mein garmiyaa
Phir bhi itani dooriya kyun
Phir bhi itani dooriya kyun
Do dilo ke darmiyaa
Yeh hawayein sard sard hain
Mohabbat mein
Meri jaan sab chalta hain
Jalanewala kabhi
Khud bhi jalta hain
Aate jaate yun takrana
Kuchh to baat zaroor hain
Kuchh to baat zaroor hain
Koi na samjhe koi na jaane
Dil ko kya manzoor hain
Dil ko kya manzoor hain
Kya jaane kab shuru ho
Kya jaane kab shuru ho
Yeh dilo ki daasta
Yeh hawayein sard sard hain
Yeh hawayein sard sard hain
Kyun dilo mein garmiyaa
Phir bhi itani dooriya kyun
Phir bhi itani dooriya kyun
Do dilo ke darmiyaa
Yeh hawayein sard sard hain
Yeh hawayein sard sard hain.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Kamal Barot, Mahendra Kapoor
Alka Yagnik, Kishore Kumar
Sadhana Sargam