Yeh hosla kaise juke
Yeh aarzoo kaise ruke
Yeh hosla kaise juke
Yeh aarzoo kaise ruke
Manzil muskil to kya
Bundla sahil to kya
Tanha ye dil to kya
Ho hooo
Raah pe kante bikhre agar
Uspe to phir bhi chalna hi hai
Saam chhupale suraj magar
Raat ko ek din dhalana hi hai
Rut ye tal jayegi
Himmat rang layegi
Subha phir aayegi
Hoooo
Yeh hosla kaise juke
Yeh aarzoo kaise ruke
Yeh hosla kaise juke
Yeh aarzoo kaise ruke
Hogi hame to rehmat ada
Dhup kategi saaye tale
Apni khuda se hai ye dua
Manzil lagale humko gale
Zurrat so baar rahe
Uncha ikraar rahe
Zinda har pyar rahe
Hoooo
Yeh hosla kaise juke
Yeh aarzoo kaise ruke
Yeh hosla kaise juke
Yeh aarzoo kaise ruke.
Karsan Sagathia
Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan
Salim Merchant
Pratichee Mohapatra