Yeh Husnwale Bade Beimaan - Guru Suleman Chela Pahalwan lyrics | Guru Suleman Chela Pahalwan - Yeh Husnwale Bade Beimaan lyrics

Yeh Husnwale Bade Beimaan is a hindi song from the 1980 movie Guru Suleman Chela Pahalwan. Yeh Husnwale Bade Beimaan singers are Manas Mukherjee, Meenu Purushottam. Yeh Husnwale Bade Beimaan composer is Manas Mukherjee and Yeh Husnwale Bade Beimaan lyricist or song writer is Asad Bhopali. Yeh Husnwale Bade Beimaan music director is Manas Mukherjee. Yeh Husnwale Bade Beimaan features Dara Singh, Mehmood, Padma Khanna, Bindu. Yeh Husnwale Bade Beimaan director is and the producer is . The audio of Yeh Husnwale Bade Beimaan song was released on 5th August, 1980 by Saregama. Yeh Husnwale Bade Beimaan YouTube video song can be watched above.


Azakat chhut nahi sakti
Banawat ke asulo se
Ke khushbu,
Ke khushbu aa nahi sakti
Arey kagaj ke phulo se
Ye husnwale ye husnwale
Ye husnwale bade beimaan hote hai
Ye husnwale bade beimaan hote hai
Hajaro marte hai jab bhi jawan hote hai
Ye husnwale bade beimaan hote hai
Hajaro marte hai jab bhi jawan hote hai
Ye husnwale bade beimaan hote hai


Hakikat chhup nahi sakti hai
Lab par aa hi jati hai
Ye gumbad ki sada hai
Ye gumbad ki sada hai
Lautkar takra hi jati hai
Ye naujawan ye naujawan
Ye naujawan bade beimaan hote hai
Ye naujawan bade beimaan hote hai
Jaban lutne ko meharban hote hai
Ye naujawan bade beimaan hote hai
Jaban lutne ko meharban hote hai
Ye naujawan bade beimaan hote hai


Ye banke tir nishana hume banate hai
Kabhi to rat me chhup chhupke milne aate hai
Kabhi ye dhamkiya dekar nazar bachate hai
Koi na samjha koi na jana
Inki adaye inka fasana
Pal me bana de ye kisi ko deewana
Pal me kare inkar
Kabhi baho me simatke
Kabhi sharmake lipat ke
Kabhi sanso me uatrke
Aur kabhi shiskiya bharke
Khinch lete hai ye daman
Jinse ban jate hai dushman


Ye banke tir nishana hume banate hai
Jo tir hum bnae phir ye kaman hote hai
Ye husnwale bade beimaan hote hai
Ye husnwale bade beimaan hote hai
Hajaro marte hai jab bhi jawan hote hai
Ye husnwale bade beimaan hote hai


Gajab hai inko khuda
Par bhi aetbar nahi
Kisi jagha bhi inhe ek pal karar nahi
Ye badnasib deewane hoshiyar nahi
Mukhde ujle man hai kale
Ye hai hamare dekhe bhale
Matlab ke hai chahne wale dekha inka pyar


Phul pathar pe khilana shok inka purana
Tujhko chahe ye zara bhi
Man le usko khuda bhi
Jab badle nigahe bhul jate hai ye rahe
Gajab hai inko khuda
Par bhi aetbar nahi
Ye apne saye se bhi badguman hote hai
Ye naujawan bade baiman hote hai
Jaban lutne ko meharban hote hai
Ye naujawan bade baiman hote hai


Tum humse pyar karo hum wafa kare tumse
Ye jismo jaan ka rishta hai kya kahe tumse
Tu hi batao ke phir dur kyu rahe tumse
Hum hai suraj tum ho chanda
Hum pe tum ho tum pe hum hai
Tum wada ho hum bhi kasam hai
Phir kaisi takrar


Phul hum hai tum ho khushbu
Hum hai payal tum ho ghungaru
Aish hum ahi tum ho laila
Hir hum hai tum ho ranjha
Dard hum hai tum masli ho
Tum ho jalwa hum hai parda
Jalwa parda jalwa jalwa
Parda parda parda.



Singers: Manas Mukherjee, Meenu Purushottam
Song Lyricists: Asad Bhopali
Music Composer: Manas Mukherjee
Music Director: Manas Mukherjee
Music Label: Saregama
Starring: Dara Singh, Mehmood, Padma Khanna, Bindu
Release on: 5th August, 1980
1. Who is the music director of the song Yeh Husnwale Bade Beimaan
Ans: Yeh Husnwale Bade Beimaan song music director is Manas Mukherjee
2. Who is/are the singer/singers of the song Yeh Husnwale Bade Beimaan
Ans: Yeh Husnwale Bade Beimaan song singers are Manas Mukherjee, Meenu Purushottam
3. Who is the Composer of the song Yeh Husnwale Bade Beimaan
Ans: Yeh Husnwale Bade Beimaan song composer is Manas Mukherjee
4. Who is the Lyricist of the song Yeh Husnwale Bade Beimaan
Ans: Yeh Husnwale Bade Beimaan song lyricist is Asad Bhopali
5. What is the movie of the song Yeh Husnwale Bade Beimaan
Ans: Yeh Husnwale Bade Beimaan song is from Guru Suleman Chela Pahalwan
6. Who wrote the song Yeh Husnwale Bade Beimaan
Ans: Yeh Husnwale Bade Beimaan song is written by Asad Bhopali

Find other songs in - Guru Suleman Chela Pahalwan

2
Sun Re Guru Suleman

Amit Kumar, Mahendra Kapoor

3
Sone Aur Chandi Ke Taar

Arvind Kumar, Junior Kishore