Ye kah do yamraj se kam band hai aaj se
Ye kah do yamraj se kam band hai aaj se
Ye kah do yamraj se kam band hai aaj se
Tanashahi nahi chalegi tanashaki murdabad
Inklab jindabad tanashahi murbabad
Inklab jindabad tanashahi murbabad
Ye kah do yamraj se kam band hai aaj se
Ye kah do yamraj se kam band hai aaj se
Paida hoga khun naya ab hoga kanun naya
Ye begar nahi hogi ye sarkar nahi hogi
Hoga har ek nam ka din
Kam ka din aaram ka din
Todenge hum todenge
Apna hak nahi chodenge
Todenge hum todenge
Apna hak nahi chodenge
Hamko jo barbad karega usko kar denge barbad
Ye kah do yamraj se kam band hai aaj se
Ye kah do yamraj se kam band hai aaj se
Ab na chalegne mantar yaha
Ab hoga gantantar yaha
Vote jise denge sare raz karega wo pyare
Narak na ye kahlayega swarg yaha ban jayega
Narak na ye kahlayega swarg yaha ban jayega
Yamduto ke sapne ho tum ho neta apne ho
Yamduto ke sapne ho tum ho neta apne ho
Bulbul bahar sair karenge
Pinjare me hoga sayyad
Ye kah do yamraj se kam band hai aaj se
Inklab jindabad tanashahi murbabad.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar