Yeh kiska lahu hai kaun mara
Yeh kiska lahu hai kaun mara
Ai rahabar mulko kaum bata
Yeh kiska lahu hai kaun mara
Yeh kiska lahu hai kaun mara
Yeh kiska lahu hai kaun mara
Yeh jalate huye ghar kiske hai
Yeh katate huye tan kiske hain
Taksim ke andhe tufan me
Lutate huye gulshan kiske hain
Bad bakt kijaye kiski hain
Barabad nasheman kiske hain
Kuchh ham bhi sune hamako bhi sun
Ai rahbar mulko kaum bata
Yeh kiska lahu hai kaun mara
Kis kam ke hain yeh din dharam
Jo sharm kaa daman chak kare
Kis tarah ke hain yeh desh bhagat
Jo baste gharo ko kak kare
Yeh ruhe kaisi ruhe hain
Jo dharati ko napak kare
Ai rahbar mulko kaum bata
Yeh kiska lahu hai kaun mara
Yeh kiska lahu hai kaun mara
Jis ram ke nam peh kun bahe
Us ram ki ijjat kya hogi
Jis din ke hatho laj lute us
Din ki kimat kya hogi
Insan ki iss jillat se pare
Shaitan ki jillat kya hogi
Yeh ved hata kuran utha
Yeh ved hata kuran utha
Ai rahbar mulko kaum bata
Yeh kiska lahu hai kaun mara
Yeh kiska lahu hai kaun mara.
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor, S.Balbir
Mahendra Kapoor