Har dua ek baddua kyu
Kyun ban gayi pal mein yaha
Bewafa kismat bhi
Uth gaya sar se hath ma
Yeh kismat hai kya janta hain wahin
Zamane mein hain jiski kismat boori
Aadmi khud ko insa bana na saka
Apni kismat nayega kya aadmi
Yeh kismat hain kya janta hain wahin
Zamane mein hain jiski kismat boori
Yeh kismat hain karti ajab faisle
Yaha milke sab kuch bhi kuch na mile
Bhatkti hai yu dar badar zindagi
Ke marke bhi insa mar na sake
Yeh kismat hain kya janta hain wahin
Zamane mein hain jiski kismat boori
Ek thokar lagi tuta sara nasha
Ab jana kaha kuch nahi hai pata
Lake kismat ne chhoda hai kis mod par
Jo musafir tha khud ban gaya rashta
Yeh kismat hain kya janta hai wahi
Zamane mein hain jiski kismat boori
Aadmi khud ko insa bana na saka
Apni kismat bnayega kya aadmi.
Mohammed Aziz, Sarika Kapoor
Amit Kumar, Anjaan, Bappi Lahiri
Alka Yagnik, Anjaan, Bappi Lahiri, Udit Narayan
Anjaan, Shabbir Kumar