Are chau to nazar ke shishe se
Pathar ko thod du
Sagar ki lahar tham lu
Toofan ko mod du
Are chau to nazar ke shishe se
Pathar ko thod du
Sagar ki lahar tham lu
Toofan ko mod du
Jinko dawa hai
Jinko dawa hai apne parde ka
Chupte rahe chupte rahe
Mai is nazar se parde ki
Deewar tod du parde walo
Parde walo sambhal kar rahna
Parde walo sambhal kar rahna
Utha parda to mujhse na kahna
Utha parda to mujhse na kahna
Ye to picha karegi
Koi jayega jidhar
Ye nazar hai nazar hai agar
Ye nazar hai nazar hai agar
Isko sab ki khabar hai khabar
Isko sab ki khabar hai khabar
Dekh le koi khud ko chupake
Dekh le koi khud ko chupake
Ho ja sakega na
Ho na sakega na daman bacha ke
Na sakega na daman bacha ke
Parde pe naz hai jinko
Ye kahdo jake unko
Jisne bhi inko roka
Wo kha jayega dhokha
Agar ye rang dikha degi
Agar jadu chala degi
Kayi parde gira degi
Kayi parde utha degi
Kayi parde gira degi
Kayi parde utha degi
Tu jidhar ye udhar
Ab jayega kidhar
Tu jidhar ye udhar
Ab jayega kidhar
O jami aasma tu jaha ye waha
O jami aasma tu jaha ye waha
Man le
Man le tu meri
Isse parda na kar
Ye nazar hai nazar hai nazar
Ye nazar hai nazar hai nazar
Isko sabki khabar hai khabar
Isko sabki khabar hai khabar
Agar masti mein aayegi
To duniya jhum jayegi
To duniya jhum jayegi
Duniya duniya jhum jayegi
Ho duniya jhum jayegi
Karegi ye jo man mani
To pathar ho jaye pani
Ho jaye pani
Pathar ho jaye pani
To pathar ho jaye pani
Jamane ki hukumat
Jamane ki mohabbat
Jamane ki ye takat
Jamane ki jarurat
Isi ke panv mein hai
Isi ki chaw mein hai
Isi ki raho mein hai
Ye do nigaho mein hai
Isi ki raho mein hai
Ye do nigaho mein hai
Agar ye jhuk jayegi
To duniya ruk jayegi
Agar ye jhuk jayegi
To duniya ruk jayegi
Agar ye uth jayegi
Tu duniya lut jayegi
Agar ye uth jayegi
Tu duniya lut jayegi
Na ise tu sata na ise aazma
Na ise tu sata na ise aazma
Ye jafa ye bala ye kada ye khuda
Ye jafa ye bala ye kada ye khuda
Dekh le
Dekh le aaj aake tu iska asar
Ye nazar hai nazar hai nazar
Ye nazar hai nazar hai nazar
Isko sabki khabar hai khabar
Ye nazar hai nazar hai nazar.
Lata Mangeshkar, Narendra Chanchal