Yeh rat bhigi bhigi
Yeh mast fijaye
Uthha dhire dhire woh
Chand pyara pyara
Yeh rat bhigi bhigi
Yeh mast fijaye
Uthha dhire dhire woh
Chand pyara pyara
Kyo aag si laga key
Gumsum hain chandani
Sone bhi nahi deta
Mausam kaa yeh ishara
Italati hawa nilam sa gagan
Kaliyo pe yeh behoshi ki nami
Aise me bhi kyo bechain hain
Dil jivan me naa jane kya hain kami
Kyo aag si laga key
Gumsum hain chandani
Sone bhi nahi deta
Mausam kaa yeh ishara
Yeh rat bhigi bhigi
Yeh mast fijaye
Uthha dhire dhire
Woh chand pyara pyara
Jo din key ujale me naa
Mila dil dhundhe aise sapne ko
Iss rat ki jagmag me dubi
Mai dhundh rahi hoo apne ko
Yeh rat bhigi bhigi yeh mast fijaye
Uthha dhire dhire woh
Chand pyara pyara
Kyo aag si laga key
Gumsum hain chandani
Sone bhi nahi deta
Mausam kaa yeh ishara
Aise me kahi kya koyi nahi
Bhule se jo ham ko yad kare
Ek halaki si musakan se jo
Sapno kaa jahan aabad kare
Yeh rat bhigi bhigi yeh mast fijaye
Uthha dhire dhire woh
Chand pyara pyara
Kyo aag si laga key
Gumsum hain chandani
Sone bhi nahi deta
Mausam kaa yeh ishara
Yeh rat bhigi bhigi
Yeh mast fijaye
Uthha dhire dhire
Woh chand pyara pyara.
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur
Manhar Udhas, Suman Kalyanpur
Sunidhi Chauhan
Alka Yagnik
Afroz Bano, Farida Khanum
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik
Alka Yagnik, Udit Narayan
Adnan Sami, Sabri Brothers
Alka Yagnik, Babul Supriyo