Ye sitare ye chand ye rate jawa
Bata kya karu tu kaha mai kaha
Ye sitare ye chand
Bhigi rate ye taro bhara aasma
Aaja warna gujar jayega ye shama
Bhigi rate ye taro bhara shama
Aaja warna gujar jayega ye shama
Tere bin sune sune hai dono jaha
Bata kya karu tu kaha mai kaha
Ye sitare ye chand
Kabse aankhe hai bechain
Tere liye tere liye
Kabse aankhe hai bechain
Tere liye tere liye
Har tamanna hai betab
Tere liye ho tere liye
Main hu or gum ki
Khamosh tanhaiya
Bata kya karu tu
Kaha mai kaha
Ye sitare ye chand
Chhut na jaye ummido ka daman kahi
Lut na jaye tamannao ka gulshan kahi
Chhut na jaye ummido ka daman kahi
Lut na jaye tamannao ka gulshan kahi
Rah na jaye adhuri meri dasta
Bata kya karu tu kah main kaha
Ye sitare ye chand ye rate jawa
Bata kya karu tu kaha main kaha.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle