Yeh zindagi hamari kya khub zindagi hai
Yeh zindagi hamari kya khub zindagi hai
Har lamha hai paraya har saas ajnabi hai
Yeh zindagi hamari kya khub zindagi hai
Phulo ki justjuo me kate bhi ras na aaye
Phulo ki justjuo me kate bhi ras na aaye
Rone ki kosise ki to hoth muskuraye
Aasu ya muskurahat har chiz ek si hai
Yeh zindagi hamari kya khub zindagi hai
Kabhi din hue andhere kabhi raat jagmagayi
Kabhi din hue andhere kabhi raat jagmagayi
Kabhi apni na ummide ummid ban ke aayi
Samjhe jise syahi dekha to roshni hai
Yeh zindagi hamari kya khub zindagi hai
Yeh zindagi hamari kya khub zindagi hai
Sau arzoo mile ke be aas jee rahe hai
Sau arzoo mile ke be aas jee rahe hai
Kehni ki hai tammna aur hoth chhi rahe hai
Kaliya bhi khil rahi hai dali bhi jal chhuki hai
Yeh zindagi hamari kya khub zindagi hai
Yeh zindagi hamari kya khub zindagi hai.
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi