Yu na akadiye yu na bigadiye
Nam bura takrar ka
Kya jane ho jaye kisi se
Koi pata nahi pyar ka
Yu na akadiye yu ma bigadiye
Nam bura takrar ka
Kya jane ho jaye kisi se
Koi pata nahi pyar ka
Yu na akadiye
Chahe jitna bacho chahe kitna daro
Aji aankho ka jadu chalega
Chahe gussa karo chahe shikwa karega
Aji dil to kisi din jalega
Aapka ye garur koi kar dega chur
Aapka ye garur koi kar dega chur
Hosh ud jayega meri sarkar ka
Yu na akadiye yu ma bigadiye
Nam bura takrar ka
Kya jane ho jaye kisi se
Koi pata nahi pyar ka
Yu na akadiye
Lahk tan ke chalo lahk ban ke chalo
Najare to mil ke rahengi
Hoth dabe raho chahe kuch na kaho
Aji aankhe to sab kuch kahengi
Unche sar jhuk gaye kafile ruk gaye
Unche sar jhuk gaye kafile ruk gaye
Jadu dekha ji nahi aji didar ka
Yu na akadiye yu ma bigadiye
Nam bura takrar ka
Kya jane ho jaye kisi se
Koi pata nahi pyar ka
Yu na akadiye
Aaj jiski ada nahi jachti jara
Aji kal dil ko bhane laga
Jiske halat par nahi karte najar
Kal bhar me aane lagega
Ye azab hai jaha sab hai mumkin yaha
Ye azab hai jaha sab hai mumkin yaha
Dil badalta hai pal bhar me dildar ka
Yu na akadiye yu ma bigadiye
Nam bura takrar ka
Kya jane ho jaye kisi se
Koi pata nahi pyar ka
Yu na akadiye.
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Kamal Barot, Mubarak Begum
Usha Mangeshkar
Kamal Barot, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar