Pooja patha aur katha kirtan
Izzat shan hai paisa
Are sach pucho to is yug ka
Ab bhagwan hai paisa
Zamana hare note
Ka milawat aur khot ka
Leadari aur vote ka
Are man chahe na man
Kabhi sath nahi milkar rahte
Paisa aur iman
Zamana hare note
Ka milawat aur khot ka
Leadari aur vote ka
Batau tujhe totka
Maa bhi paisa are bahan bhi paisa
To bap bhi mita paisa hai
Paise paise par marte hai
Haye zamana kaisa hai
Paise ki is duniya mein
Kabhi sath nahi milkar rahte
Paisa aur iman
Zamana hare note
Ka milawat aur khot ka
Leadari aur vote ka
Batau tujhe totka
Kahi banalo are
Mahal chobare mandar
Bina diye ek bhau jhopdi dalo
Are ho jaoge andar
Bana jamanat ban
Jaoge sarkari mehman
Zamana hare note
Ka milawat aur khot ka
Leadari aur vote ka
Batau tujhe totka
Ot dharam ki bhai lekar dekho
Are dharam sthan banaye
Income pe wo bhai tax bachaye
Aur chadawe khaye
Us bhagwan ka ghar bhi dekho
Bana hai aaj dukan
Kabhi sath nahi milkar rahte
Paisa aur iman
Zamana hare note
Ka milawat aur khot ka
Leadari aur vote ka
Batau tujhe totka
Kitna hai bhai andher yaha pe
Are kitna yaha pe dhokha hai
Kisi ka kutta bhai cake hai khata
Kisi ka bacha bukha hai
Jis desh ke bache bukhe ho
Uska bukha bhagwan
Kabhi sath nahi milkar rahte
Paisa aur iman
Zamana hare note
Ka milawat aur khot ka
Leadari aur vote ka
Batau tujhe totka
Are man chahe na man
Kabhi sath nahi milkar rahte
Paisa aur iman
Zamana hare note
Ka milawat aur khot ka
Leadari aur vote ka
Batau tujhe totka.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Sharda Rajan Iyengar
Mohammed Rafi