Meri taqadiir mujhe aaj kahaan laayi hai
Shisha shisha jahaan mera hi tamaashaaee hai
Mujhe ilzaam na dena meri behoshi kaa aa
Mujhe ilzaam na dena meri behoshi ka
Meri majaboor muhabbat ki ye rusavaaee hai
Muhabbat me aise qadam dagamagaaye
Zamaana ye samajha ke ham pike aaye piike aaye
Muhabbat me aise qadam dagamagaaye
Zamaana ye samajha ke ham pike aaye pike aaye
Jise kaam ho raat din aansoo ose
Jise kaam ho raat din aansoo ose
Use huqm ye hai hanse aur hansaaye
Use huqm ye hai hanse aur hansaaye
Zamaanaa ye samajha ke ham pike aaye pike aaye
Kisi ki muhabbat men majaboor ho kar
Kisi ki muhabbat men majaboor ho kar
Ham un tak to pahunche vo ham tak na aaye
Ham un tak to pahunche vo ham tak na aaye
Zamaana ye samajha ke ham pike aaye pike aaye
Vo jinake liye zindagaani loota dii ii ii
Vo jinake liye zindagaani loota di
Ye baithe hue hain mera dil churaaye
Ye baithe hue hain mera dil churaaye
Zamaana ye samajha ke ham pike aaye pike aaye
Mohabbat men aise qadam dagamagaaye
Zamaana ye samajha ke ham pike aaye pike aaye
Chhupoge kahaan tak nazar to milaao
Nazar to milaao, nazar to milaao
Chhupoge kahaan tak nazar to milaao
Tumhaari bala se meri jaan jaaye
Tumhaari bala se meri jaan jaaye
Zamaana ye samajha ke ham pike aaye pike aaye
Mohabbat men aise qadam dagamagaaye
Zamaana ye samajha ke ham pike aaye pike aaye.
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lata Mangeshkar
Noor Jehan