Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana
Bulati hai shama ye kyu
Nahi aata hai parwana
Nahi aata hai parwana
Ye kaisa pyar hai kaisi
Mohabbat kaisi chahat hai
Ye kaisa pyar hai kaisi
Mohabbat kaisi chahat hai
Suraahein kaisi aati hai
Suraahein kaisi aati hai
Ke cha jata hai paymana
Ke cha jata hai paymana
Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana
Kisi din wo bhi dekhenge
Asar darde mohabbat ka
Kisi din wo bhi dekhenge
Asar darde mohabbat ka
Rahenge kab talak wo
Apne deewane se begana
Rahenge kab talak wo
Apne deewane se begana
Apne deewane se begana
Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana
Zara dekho zara samjho
Ishare dil ki dhadkan ke
Zara dekho zara samjho
Ishare dil ki dhadkan ke
Ye armano bhar dil hai
Ye armano bhar dil hai
Suhana hai ke deewana
Suhana hai ke deewana
Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Kishore Kumar