Hakim tara chand zara kothe pe aana
Hakim tara chand zara kothe pe aana
Rupaiye dedo panjh zara kothe pe aana
Kya dard hain aur kahan dard hain
Kya dard hain aur kahan dard hain
Mushkil hain logo ke aage batana
Hakim tara chand zara kothe pe aana
Pahle nahin meri halat thi aisi
Pahle nahin meri haye dayya
Pahle nahin meri halat thi aisi
Bago mein udti thi bulbul ke jaisi
Bago mein udti thi bulbul ke jaisi
Ghar walo ne mujhpe pahra lagaya
Meri samjh mein to kuch bhi na aaya
Pinjare mein huyi band zara kothe pe aana
Hakim tara chand zara kothe pe aana
Rupaiye dedo panjh zara kothe pe aana
Khwabo khyalo mein aata hain koi
Khwabo khyalo mein
Khwabo khyalo mein aata hain koi
Raato ki neende churata hain koi
Raato ki neende churata hain koi
Mera bhi dil ab dhadkane laga hain
Jane kya shola bhadkane laga hain
Koi aa gaya pasand zara kothe pe aana
Hakim tara chand zara kothe pe aana
Rupaiye dedo panjh zara kothe pe aana
Jeene na degi mujhe bekarari
Jeene na degi haye ram
Jeene na degi mujhe bekarari
Jayegi kaise bhala yeh bimari
Jayegi kaise bhala yeh bimari
Goli do tum chahe suyi lagao
Kaise bhi yeh dard mera mitao
Khilao kalakand zara kothe pe aana
Hakim tara chand zara kothe pe aana
Kya dard hain aur kaha dard hain
Kya dard hain aur kaha dard hain
Mushkil hai logo ke aage batana
Hakim tara chand zara kothe pe aana
Hakim tara chand zara kothe pe aana.
Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Alka Yagnik
Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar
Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik