Hum to nikal chuke the
Buraai ki raaah se
Kar li thi hamen tauba
Har ek gunaah se
Ha bekhata hai phir
Yeh mili kyun saza hame
Phir kyun dikha rahe ho
Bura raasta hame
Is andhere se niklna
Chahte hai ham
Zindagi apni badlana
Chahate hai ham
Duniya walo tham
Lo badhkar hame
Duniya walo tham
Lo badhkar hame
Gir na jaaye phir
Sambhalan chahte hai ham
Zindagi apni badlana
Chahate hai ham
Zindagi apni badlana
Chahate hai ham
Is andhere se niklna
Chahte hai ham
Zindagi apni badlana
Chahate hai ham
Hamari aankho mein bhi
Hai sapne zindagi ke
Hamare apne bhi hai
Hai ham bhi kisi ke
Hamari aankho mein bhi
Hai sapne zindagi ke
Hamare apne bhi hai
Hai ham bhi kisi ke
Hame insaan ban kar
Hai jeebe ki tamnna
Yeh apni aarzoo hai
Hame apnale duniya
Yeh apni iltaja hai
Yeh apni iltaja hai
Yeh apni iltaja hai
Yeh apni iltaja hai
Aap ke ham raah
Chalna chahte hai ham
Zindagi apni badlana
Chahate hai ham
Zindagi apni badlana
Chahate hai ham
Is andhere se niklna
Chahte hai ham
Zindagi apni badlana
Chahate hai ham
Shikayat hai na koi
Na hai shikwa kisi se
Kabhi na mil paaye ham
Khud apne aap hi se
Shikayat hai na koi
Na hai shikwa kisi se
Kabhi na mil paaye ham
Khud apne aap hi se
Hamare sine mein bhi
Dahdkte dil hote hai
Ham apni tanhayi se
Gale mil ke rote hai
Yeh apni iltaja hai
Yeh apni iltaja hai
Yeh apni iltaja hai
Yeh apni iltaja hai
Pyaar ke sanche mein
Dahlna chahte hai ham
Zindagi apni badlana
Chahate hai ham
Zindagi apni badlana
Chahate hai ham
Is andhere se niklna
Chahte hai ham
Zindagi apni badlana
Chahate hai ham
Zindagi apni badlana
Chahate hai ham
Zindagi apni badlana
Chahate hai ham.
Shaan
Kunal Ganjawala
Abhijeet Bhattacharya