Ooh ooh ooh ooh
Ooh ooh ooh ooh
Zindagi ki yehi reet hain
Haar ke baad hi jeet hain
Zindagi ki yehi reet hain
Haar ke baaz hi jeet hain
Thode aansoo hain thodi hasi
Aaj gham hain to kal hain khushi
Zindagi ki yehi reet hain
Haar ke baad hi jeet hain
Thode aansoo hain thodi hasi
Aaj gham hain to kal hain khushi
Zindagi ki yehi reet hain
Haar ke baad hi jeet hain
Zindagi raat bhi hain
Savera bhi hain zindagi
Zindagi raat bhi hain
Savera bhi hain zindagi
Zindagi hain safar aur
Basera bhi hain zindagi
Zindagi hain safar aur
Basera bhi hain zindagi
Ek pal dard ka daanv hain
Dusra sukh bhari chhaaon hain
Har naye pal naya geet hain
Zindagi ki yehi reet hain
Zindagi ki yehi reet hain
Zindagi ki yehi reet hain
Gham ka baadal jo chhaaye
To hum muskuraate rahe
Gham ka baadal jo chhaaye
To hum muskuraate rahe
Apni aankhon mein aashaaon
Ke deep jalaate rahe
Aaj bigde to kal phir bane
Aaj roothe to kal phir mane
Waqt bhi jaise ek meet hain
Zindagi ki yehi reet hain
Zindagi ki yehi reet hain
Haar ke baaz hi jeet hain
Thode aansoo hain thodi hasi
Aaj gham hain to kal hain khushi
Zindagi ki yehi reet hain
Haar ke baad hi jeet hain
Zindagi ki yehi reet hain
Haar ke baad hi jeet hain.
Anuradha Paudwal, Shabbir Kumar
Alisha Chinai, Kishore Kumar
Kavita Krishnamurthy
Alisha Chinai, Kishore Kumar