Zindagi ko bina pyaar
Zindagi ko bina pyaar
Koyi kaise guzare
Mehboob ki aankhon
Mein badi baat hai pyaare
Zindagi ko bina pyaar
Koyi kaise guzare
Mehboob ki aankhon
Mein badi baat hai pyaare
Aate hai zameen par
Kabhi yeh chaand sitaare
Aate hai zameen par
Kabhi yeh chaand sitaare
Mehboob ki aankhon
Mein badi baat hai pyaare
Zindagi ko bina pyaar
Koyi kaise guzare
Ho ho ho ho badi
Baat hai pyaare
Mehboob ki aankhon
Mein badi baat hai pyaare
Is umar mein ban
Jaayegi koyi to kahani
Tanha nahin katti hai
Yeh madhosh jawani
Koyi naya dilbar chuno
Kitni haseen raat hai
Chupke koyi dhadkan
Suno keh do jo
Dil mein baat hai
Milte hai naseebon se
Yeh baahon ke sahare
Milte hai naseebon se
Yeh baahon ke sahare
Mehboob ki aankhon
Mein badi baat hai pyaare
Zindagi ko bina pyaar
Koyi kaise guzare
Ban jaaon kisi ke kisi
Ko apna bana lo
Palkon ke zarokhon
Mein koyi sapna saja lo
Yaadon mein tum koyi
Raahon sare jahan ko bhool ke
Zulfon tale soye raho
Bhige labon ko chum ke
Nazron mein basa lo
Sabhi rangeen nazarein
Nazron mein basa lo
Sabhi rangeen nazarein
Mehboob ki aankhon
Mein badi baat hai pyaare
Aate hai zameen par
Kabhi yeh chaand sitaare
Aate hai zameen par
Kabhi yeh chaand sitaare
Mehboob ki aankhon
Mein badi baat hai pyaare
Zindagi ko bina pyaar
Koyi kaise guzare.
Udit Narayan
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik, Udit Narayan