Zindagi kya hai ek nagma hain
Is nagmein ko ghunghuna hain
Zindagi kya hai ek nagma hain
Is nagmein ko ghunghuna hain
Mushkura ke hamein jeena hain
Gaate gaate chalein jaana hain
Zindagi kya hai ek nagma hain
Is nagmein ko ghunghuna hain
Ho mushkura ke hamein jeena hain
Gaate gaate chalein jaana hain
Zindagi kya hai ek nagma hain
Is nagmein ko ghunghuna hain
Rut badalti hain ghul mahekta hain
Aankh milati hain dil dhadkta hain
Neend jaati hain chain aata hain
Koi yaadon mein muskuraata hain
Kyaa jawan nazarein hain
Pyaar ke isharein hain
Pyaar ke isharein hain
Kyaa jawan nazarein hain
Aao aao meri baahon mein
Tumko saanso mein chhupana hain
Aashiqi kyaa hain ek khusboo hain
Is khusboo se dil lagana hain
Ho mushkura ke hamein jeena hain
Gaate gaate chalein jaana hain
Zindagi kya hai ek nagma hain
Is nagmein ko ghunghuna hain
Ye toh mausam hain jeene marne ka
Bekraari mein aahein bharne ka
Ab hamein milke ek hona hain
In panaho mein hamko khona hain
Bekhudi badhyenge
Hum tumhi ko chahenge
Hum tumhi ko chahenge
Bekhudi badhyenge
O jaane jaana sang rahena hain
Ik pal na bhulana hain
Dosti kyaa hai ik waada hain
Us waade ko ab nibhana hain
Mushkura ke hamein jeena hain
Gaate gaate chalein jaana hain
Zindagi kya hai ek nagma hain
Is nagmein ko ghunghuna hain
Haan mushkura ke hamein jeena hain
Gaate gaate chalein jaana hain
Zindagi kya hai ek nagma hain
Is nagmein ko ghunghuna hain.
Kumar Sanu, Suhasini
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Sonu Nigam
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Bali Brahmbhatt