Yahi nahi hai
Yahi nahi hai
Yahi nahi hai
Ab jungle jungle aur
Parbat parbat
Koi hai jo pukaara hai
Ke andhera hat jayega
Phir basti basti aur
Galiyon galiyon
Aaya jo sawera,
Aangan aangan bat jayega
Jis ne aake, hamain jaga ke
Kaha, tum chaaho to
Yeh hosakta hai
Ummid ki jis ne roshani di hai
Suno kaun hai,
Suno naam hai uska
Zokkomon zokkomon
Zokkomon zokkomon
Hum jage hain to chalo
Sab ko jagade
Jo karna tha par kar
Na sake ab wo karna hai
Hum main jo karna hai
Chalo sab ko batade
Ab jo bhi hai sach hai,
Kehne mein hum main nahi darna hai
Jis ne aake, hamain jaga ke
Kaha, tum chaho to yeh hosakta hai
Ummid ki jis ne roshani di hai
Suno kaun hai, suno naam hai uska
Zokkomon zokkomon
Zokkomon zokkomon
Man ki haar mein haar hai
Aur man ki jeet mein jeet
Yeh hi tera garv hai
Aur yeh hi teri reet
Chahe kahin koi bhi julm ki
Baat ho to kabhi manenge hum nahi
Kam hai agar umr to kya huwa,
Hausla kam nahi, josh to kam nahi
Jaan hatheli par hai meri,
Ham ko ab yeh duniya badalna hai
Ummid ki jis ne roshani di hai
Suno kaun hai, suno naam hai uska
Zokkomon zokkomon
Zokkomon zokkomon
Zokkomon zokkomon.
Shaan
Suraj Jagan
Kailash Kher
Yashita Yashpal Sharma