Aake sama ke karib jo parwana palat jaye
Aake sama ke karib jo parwana palat jaye
Aake sama ke karib jo parwana palat jaye
To ye sama pe parwane ka hai kitna sitam
Haye kitna sitam
Aake sama ke karib jo parwana palat jaye
Deke husn ko aawaz kare ishk agar naz
Koi deke dil ka raz jo chupaye dil ka raz
Koi deke dil ka raz jo chupaye dil ka raz
To ye raz ke chupana ka hai kitna sitam
Haye kitna sitam
Aake sama ke karib
Aake sama ke karib jo parwana palat jaye
Ye rang ye bahar ye phulo ka karwa
Aise me chod ke mujhe joage tum kaha
Chode pakad ke hath agar tujhko meharba
To ye sath na nibhane ka hai kitna sitam
Aake sama ke karib
Aake sama ke karib jo parwana palat jaye
Dhadkan bani hai phul mohabbat bani hai taj
Aise me jara kah do kah do
Kah do dil ka raz
Yu husn ke huzur kare ishk agar naz
To ye naz ke dikhane ka hai kitna sitam
Haye kitna sitam
Aake sama ke karib
Aake sama ke karib jo parwana palat jaye
To ye sama pe parwane ka hai kitna sitam
Haye kitna sitam
Aake sama ke karib jo parwana palat jaye.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Asha Bhosle
Asha Bhosle