Ba issum razzam ki ghadi
Rahmato ki hai
Kundo ki ye miyaz
Badi barkato ki hai
Aye momino
Niyaz dilao imam ki
Aye momino
Niyaz dilao imam ki
Paa kar ke lal
Sahibe aali makam ki
Paa kar ke lal
Sahibe aali makam ki
Aye momino
Niyaz dilao imam ki
Has nain ke wo ladle
Has nain ke wo ladle
Jafar hai unka nam
Jafar hai unka nam
Sadik lakab hai aate hai
Dunia me sabke kam
Aate hai sabke kam
Jehra ke or ali ke
Dulare wahi to hai
Pyar nadi ke aankh ke
Tare wahi to hai
Tare wahi to hai
Unse hi aabru hai
Unse hi aabru hai
Khuda ke kalam ki
Paa kar ke lal
Sahibe aali makam ki
Paa kar ke lal
Sahibe aali makam ki
Aye momino
Niyaz dilao imam ki
Milti hai is niyaz se
Milti hai is niyaz se
Har ek ko rahte
Har ek ko rahte
Hoti hai dur fazle
Khuda se musibate
Gum or musibate
Ye niyaz dil se
Adab se dilayega
Ho jayega nihal
Murade wo payega
Murade wo payega
Tadbir isse banti hai
Tadbir isse banti hai
Tadbir isse banti hai
Har bigde kam ki
Paa kar ke lal
Sahibe aali makam ki
Paa kar ke lal
Sahibe aali makam ki
Aye momino
Niyaz dilao imam ki
Jab ye niyaz ghar me
Jab ye niyaz ghar me
Dilaye koi basar
Dilaye koi basar
Do pak saf kund
Wo laye kharid kar
Wo laye kharid kar
Bharde wo khir ek me
Or ek me puriya
Fir panja tan ke lal ka
Dil se kare baya
Dil se kare baya
Barkat hai unke nam me
Barkat hai unke nam me
Maula ke nam ki
Pakar ke lal
Sahibe aali makam ki
Pakar ke lal
Sahibe aali makam ki
Aye momino
Niyaz dilao imam ki
Wada kiya hai hazrate
Wada kiya hai hazrate
Jafar ne momino
Jafar ne momino
Kundo ki niyaza
Dilata rahega jor
Dilata rahega jor
Puri na ho sake
Agar uski murab to
Daman ho mera hashar me
Or uska hath ho
Or uska hath ho
Allah laz rakhega
Allah laz rakhega
Mere makam ki
Pakar ke lal
Sahibe aali makam ki
Pakar ke lal
Sahibe aali makam ki
Aye momino
Niyaz dilao imam ki.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar