Mehke chaman
Jhume jahan agar ho pyar
Kya hai zameen
Kya aasman agar ho pyar
Na koi gham na koi sikwe
Na gile hai agar ho pyar
Har taraf bahar gungunaye
Phul khile hai agar ho pyar
Mohabbat ho to haske jeeye hum
Rona dhona hai bekar
Khushiya hasil karne ka hai
Mohabbat sabse badhiya hathiyar
Duniya ban kar reh jaaye
Ek din tak na agar ho pyar
Har koi begana bhi lagne lagega
Apna agar ho pyar
Mehke chaman
Jhume jahan agar ho pyar
Kya hai zameen
Kya aasman agar ho pyar
Mohabbat ho to karlenge hum
Dukh ke unche parbat bhi paar
Mohabbat ho to ter bhi jaaye
Aansuo ki tu paani dhar
Har imtihan mein fase payenge
Hardam agar ho pyar
Hamesha jeet ka hum lehrayenge
Parcham agar ho pyar
Har koi muskil bane aasan
Agar ho pyar
Har koi muskil bane aasan
Agar ho pyar
Kya hai zameen
Kya aasman agar ho pyar
Kya hai zameen
Kya aasman agar ho pyar.
Kavita Krishnamurthy, Ravindra Sathe
Nandu Bhende (Sadanand Atmaram Bhende), Sagarika Mukherjee
Sanjeev Abhyankar
Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar