Badi mushkil se hum samjhe
Hamse wo kya samjte hai
Jo ache hai wo har insan ko
Acha samjhte hai
Ye hai kismat mujhe wo
Apna deewana samjhte hai
Ye hai kismat mujhe wo
Apna deewana samjhte hai
Inayat hai nawazis hai
Agar aisa samjhte hai
Inayat hai nawazis hai
Agar aisa samjhte hai
Ye hai kismat mujhe wo
Apna deewana samjhte hai
Jo kahna tha najar milte hi
Dil se kah chuki najre
Bahut chaha bahut roka
Na roke se ruki najre
Yaka yak kisliye wo muskuraye
Kyu jhuki najre
Yaka yak kisliye wo muskuraye
Kyu jhuki najre
Bhari mahfil hai lekin ye
Hami tanha samjhte hai
Bhari mahfil hai lekin ye
Hami tanha samjhte hai
Inayat hai nawazis hai
Agar aisa samjhte hai
Tamanna are tamanna jo na
Ho puri are tauba
Tumhare dil se kurbat
Aankh se duri are tauba
Mohabbat bandi ye majburi
Are tauba
Mohabbat ki ye had bandi
Ye majburi are tauba
Ke ye bhi kah nahi sakte
Tumhe hum kya samjhte hai
Ke ye bhi kah nahi sakte
Tumhe hum kya samjhte hai
Inayat hai nawazis hai
Agar aisa samjhte hai
Nasibo ki kharabi hai
Ke tumse pad gaya pala
Mila hoga tumhe kaha ko
Aisa chahne wala
Udhar tumne samjh kar
Hamko begana mita dala
Udhar tumne samjh kar
Hamko begana mita dala
Idhar hum hai ke hum
Fir bhi tumhe apna samjhte hai
Idhar hum hai ke hum
Fir bhi tumhe apna samjhte hai
Ye hai kismat mujhe wo
Apna deewana samjhte hai
Inayat hai nawazis hai
Agar aisa samjhte hai.
Asha Bhosle, Talat Mahmood
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Shamshad Begum
Asha Bhosle
Talat Mahmood
Asha Bhosle, Talat Mahmood
Asha Bhosle