Bina dosh sita mata ko
Diya ram ne ghar se nikal
Aji diya ram ne ghar se nikal
Mat puchho kya kya dukh jhele
Kaha kaha bhatke behal
Aji kaha kaha bhatke behal
Bina dosh sita mata ko
Diya ram ne ghar se nikal
Aji diya ram ne ghar se nikal
Arey mat puchho kya kya dukh jhele
Kaha kaha bhatke behal
Aji kaha kaha bhatke behal
Phir bhi hardam kahti thi wo
Arey phir bhi hardam kahti thi wo
Apne ram ka karke dhyan ram ram
Ram jai jai ram ram ram jai jai ho
Nari ki mahima mat puchho
Uski mahima kahi na jye
Arey uski mahima kahi na jye
Uske ehsano ka badla
Is duniya me kon chukaye
Arey is duniya me kon chukaye
Pyar me apni jaan bhi de de
Arey pyar me apni jaan bhi de de
Taram ke sina nikle haye
Ram ram ram jai jai
Ram ram ram jai jai ho
Is duniya me kab hoga nari ka man
Arey kab hoga nari ka man
Jiski god me khele kitne
Yodha aur kitne vidvan
Yodha aur kitne vidvan
Jiski khokh se paida hoke
Haye jiski khokh se paida hoke
Jag me khud aaya hai bhagwan
Ram ram ram jai jai
Ram ram ram jai jai ho
Bina dosh sita mata ko
Diya ram ne ghar se nikal
Aji diya ram ne ghar se nikal
Arey mat puchho kya kya dukh jhele
Kaha kaha bhatke behal
Aji kaha kaha bhatke behal
Bina dosh sita mata ko
Diya ram ne ghar se nikal
Aji diya ram ne ghar se nikal
Arey mat puchho kya kya dukh jhele
Kaha kaha bhatke behal
Aji kaha kaha bhatke behal.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
G. M. Durrani
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar