Gaon mein hote hanste rote
Ma khush hoti phul phiroti
Sehara bandhta baza bazta
Mela lagta ghar aangan mein
Man ki bate rah gayi man mein
Teri meri shadi sidhi shadhi
Pandit na shehnayi re
In sab ka kya kam waha
Jaha shyam ne bansi bajayi re
Teri meri shadi sidhi shadhi
Pandit na shehnayi re
In sab ka kya kam waha
Jaha shyam ne bansi bajayi re
Teri meri shadi sidhi shadhi
Pandit na shehnayi re
In sab ka kya kam waha
Jaha shyam ne bansi bajayi re
Do naino ki palki
Mere pyare dulha ki
O mere raja dulha ki
Do naino ki palki
Mere pyare dulha ki
O mere man ki ye doli
Meri sundar dulhan ki
Bin barati ghoda hathi,
Bin barati ghoda hathi
Ye barat sajayi re
In sab ka kya kam waha
Jaha shyam ne bansi bajayi re
Teri meri shadi sidhi shadhi
Pandit na shehnayi re
In sab ka kya kam waha
Jaha shyam ne bansi bajayi re
Main anpadh tu likhi padi
Kaise apni aankh ladi
Main anpadh tu likhi padi
Kaise apni aankh ladi
Tu shehari main dehati
Kaise banae jivan sathi
Rit ki todi prit ne jodi,
Rit ki todi prit ne jodi
Apni khub banayi re
In sab ka kya kam waha
Jaha shyam ne bansi bajayi re
Teri meri shadi sidhi shadhi
Pandit na shehnayi re
In sab ka kya kam waha
Jaha shyam ne bansi bajayi re
Aaj milan ki raina tumse
Kya kuchh kahna hai
Aaj milan ki raina tumse
Kya kuchh kahna hai
Kal karna baki bat roz kaha aise rate
Yun mat dekho aanchal chhodo
Yun mat dekho aanchal chhodo
Du main ram duhayi re
In sab ka kya kam waha
Jaha shyam ne bansi bajayi re
Teri meri shadi si bhi shadi
Pandit na shehnayi re
In sab ka kya kam waha
Jaha shyam ne bansi bajayi re.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar