Hota raha yun hi agar
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa
Hota raha yun hi agar
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa
Hota raha yun hi agar
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa
Sindur ki laali hai
Kisi ke suhaag me
Jite ji jal rahaa hai
Koi gam ki aag me
Koi gam ki aag me
Is ke sivaa hogaa bhi kyaa
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa
Hota raha yun hi agar
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa
Jaakar nahi aanaa jise
Kyo dekhe wo mudake
Milate nahi hamaraahi
Doraahe pe bichhadake
Doraahe pe bichhadake
Malum hai hotaa hai
O ajaam wafaa kaa
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa
Hota raha yun hi agar
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa
Qasame nahi nibhati
Dhare rah jaate hai vaade
Ye ret ki divar hai
Jo chaahe giraa de
Jo chaahe giraa de
Sau kaam jafaao ke hai
Ik kaam vafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa
Hota raha yun hi agar
Ajaam wafaa kaa
Legaa na zamaane me
Koi naam wafaa kaa.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)