Husn kehte hai mujhe
Nur ka shola hu main
Husn kahte hai mujhe
Nur ka shola hu main
Aur jo kabhi tur pe chamka tha
Wo jalwa hu main
Jo kabhi tur pe chamka tha
Wo jalwa hu mai
Ishq hai naam mera
Arash pe manjil meri
Ishq hai naam mera
Arash pe manjil meri
Aur tur par hi nahi
Har dil mein hai mehfil meri
Tur par hi nahi
Har dil mein hai mehfil meri
Tu kaha hota agar
Husn na paida hota
Tu kaha hota agar
Husn na paida hota
Main na hota to bata
Kis pe tu saida hota
Mai na hota to bata
Kis pe tu saida hota
Tujhpe kurban na hoti
Jo wafaye meri
Tujhpe kurban na hoti
Jo wafaye meri
Aur rakhi rah jati
Zamane mein adaye teri
Rakhi rah jati
Zamane mein adaye teri
Chand ko chandani taro ko
Chamak di maine
Chand ko chandani taro ko
Chamak di maine
Rang phulo ko to kaliyo ko
Chatak di maine
Rang phulo ko to kaliyo ko
Chatak di maine
Ashq shabnam ko to kanto
Ko khatak di maine
Aur dile bulbule aashiq
Ko kasak di maine
Aur dile bulbule aashiq
Ko kasak di maine
Main gulistha hi gulishta hu
Gaya bansu hai
Main hu ek pardanshi
Chak gariba tu hai
Mai hu ek pardanshi
Chak gariba tu hai
Husn ki shan hai hum
Chak garibano se
Husn ki shan hai hum
Chak garibano se
Aur teri tokir zamane mein hai
Deewano se
Teri tokir zamane mein hai
Deewano se
Kaun si chij zamane mein hai
Mujhse bhadkar
Kaun si chij zamane mein hai
Mujhse bhadkar
Sar shanshao ke jhukte hai
Mere kadmo par
Sar shanshao ke jhukte hai
Mere kadmo par
Sar jhukane ko to
Aashiq ki ada kahte hai
Sar jhukane ko to
Aashiq ki ada kahte hai
Aur tujhko mahbub mera
Mujhko khuda kahte hai
Tujhko mahbub mera
Mujhko khuda kahte hai
Mujhko mahbub tera log
Baza kahte hai
Mujhko mahbub tera log
Baza kahte hai
Dekhne wale magar
Mujhko khuda kahte hai
Dekhne wale magar
Mujhko khuda kahte hai
Husn kahte hai mujhe.
Talat Mahmood
Bande Hasan, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Talat Mahmood
Talat Mahmood
Shamshad Begum
Asha Bhosle
Mohammed Rafi, Usha Timothy
Mohammed Rafi