Na to dard gaya na dawaa hi mili
Maine dhoond ke dekha zamaana
Na to dard gaya na dawaa hi mili
Maine dhoond ke dekha zamaana
Pahunche jahaan bhi ham to
Laut aaye haar ke
Ae dil pukaar dekha
Ek ek dwaar pe
Pahunche jahaan bhi ham to
Laut aaye haar ke
Ae dil pukaar dekha
Ek ek dwaar pe
Sab se kaha tera dard magar
Na to dard gaya na dawa hi mili
Main ne dhoond ke dekha zamaana
Mandir masjid me jaake
Ki hai faryiaad bhi
Milta jawaab to kya
Aayi na awaaz bhi
Mandir masjid me jaake
Ki hai faryaad bhi
Milta jawaab to kya
Aayi na awaaz bhi
Maangi duaa maine laakh magar
Na to dard gaya na dawaa hi mili
Maine dhoond ke dekha zamaana
Aisa ye gham hi nahin
Koi pehchaan le
Aisa wo kaun kain jo
Dukh mera jaan le
Aisa yeh gham hi nahin
Koi pehchaan le
Aisa wo kaun hai jo
Dukh mera jaan le
Khaali gali chhaana saara nagar
Na to dard gayana dawa hi mili
Main ne dhoond ke dekha zamaana haay
Na to dard gaya na dawa hi mili
Main ne dhoond ke dekha zamaana.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi