Sabko bhagwan dekh raha tu
Sabko bhagwan dekh raha tu
Sabka palan hara tu jis ka
Jag me koi nahi hai uska ek sahara tu
Sabko bhagwan dekh raha tu
Sabka palan hara tu jis ka
Jag me koi nahi hai uska ek sahara tu
Sabko bhagwan dekh raha tu
One two three four
Sahara mil gaya haseen baho ka
Ishara ho gaya teri nigaho ka
Bahar bhi jawan hai me teri tu kamal ye
Hai tera liye hai zindagi
Zindagi me tab hi sukh hai
Zindagi me tab hi sukh hai
Jab hum tera dhyan dhare
Dur ho jiwan se andhiyara
Jag me sukh ke deep jale
Sabko bhagwan dekh raha tu
Jalainge
Shamma ki low se parwane
Milaing pyar me aaja diwane
Bada maza hai pyar me kisi ke
Intazar me ye nam hai isi ka zindagi
Sabko bhagwan dekh raha tu
Sabko bhagwan dekh raha tu
Sabka palan hara tu jis ka
Jag me koi nahi hai uska ek sahara tu
Sabko bhagwan dekh raha tu
Zindagi hai isi me prani
Zindagi hai isi me prani
Bhagawan ke gun gave tu
Do din kan hai jiwan sara
Isko safal bana le tu
Sabko bhagwan dekh raha tu
Bana lo humsafar koi raho me
Basa lo pyar meri nigaho me
Nazar mile jaha jale jaha
Se dur hum chale dushman hai
Duniya pyar ki.
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi
Mahendra Kapoor
Sudha Malhotra
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)