Taaro ki zubaa par hai
Mohabbat ki kahaani
Taaro ki zubaa par hai
Mohabbat ki kahaani
Aye chaand mubarak ho
Tujhe raat suhani
Taaro ki zubaa par hai
Mohabbat ki kahaani
Aye chaand mubarak ho
Tujhe raat suhani
Kehte hain jise chandani
Hai nure mohabbat
Kehte hain jise chandani
Hai nure mohabbat
Taaro se sunehari hai
Hamesha teri kismat
Taaro se sunehari hai
Hamesha teri kismat
Ja jaake palat aati
Hai phir teri jawani
Aye chaand mubarak ho
Tujhe raat suhani
Chhaya hua duniya pe
Mohabbat ka asar hai
Chhaya hua duniya pe
Mohabbat ka asar hai
Kehte hain jise chaand
Mera dage jigar hai
Kehte hain jise chaand
Mera dage jigar hai
Taaro se kaha karata
Hai yeh dil ki kahaani
Aye chaand mubarak
Ho tujhe raat suhani
Taaro ki zubaa par hai
Mohabbat ki kahaani
Aye chaand mubarak
Ho tujhe raat suhani
Ham ho na ho duniya
Yu hi aabad rahegi
Yeh thandi hava aur
Yeh fiza yaad rahegi
Yeh thandi hava aur
Yeh fiza yaad rahegi
Rah jayegi duniya me
Mohabbat ki nishaani
Aye chaand mubarak
Ho tujhe raat suhani
Taaro ki zubaa par hai
Mohabbat ki kahaani
Aye chaand mubarak
Ho tujhe raat suhani.
Asha Bhosle, Chandbala, Zohrabai Ambalewali
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi