Tumse milkar naa jaane kyon
Tumse milkar naa jaane kyon
Aur bhi kuchh yaad aata hain..
Yaad aata hain
Tumse milkar naa jaane kyon
Tumse milkar naa jaane kyon
Aur bhi kuchh yaad aata hain..
Yaad aata hain
Aaj kaa apna pyaar nahin hain
Aaj kaa apna pyaar nahin hain
Janmo kaa yeh naata hain..
Yeh naata hain
Tumse milkar naa jaane kyon
Tumse milkar naa jaane kyon
O pyaar key kaatil pyaar key dushman
Lakh bani yeh duniya deewani
O hamne wafa ki raah naa chhodi
Hamne toh apani haar naa maani
Uss mod se bhi ham gujare hai
Jis mod pe sab lut jaata hai..
Lut jaata hain
Tumse milkar naa jaane kyon
Tumse milkar naa jaane kyon
Aur bhi kuchh yaad aata hain..
Yaad aata hain
Tumse milkar naa jaane kyon
Tumse milkar naa jaane kyon
Ek tere bina iss duniya ki
Har chij adhuri lagati hai
Tum pas ho kitane pas magar
Najdiki bhi duri lagati hai
Pyaar jinhe ho jaaye unhe
Kuchh aur nazar kab aata hain..
Kab aata hain
Tumse milkar naa jaane kyon
Tumse milkar naa jaane kyon
Aur bhi kuchh yaad aata hain..
Yaad aata hain
Tumse milkar naa jaane kyon
Tumse milkar naa jaane kyon
Mar ke bhi kabhi jo khatm naa ho
Yeh pyaar kaa woh afsaana hain
Tum bhi toh hamaare saath chalo
Toh hamko waha tak jaana hain
Woh jhum ke apani dharati se
Aakaash jaha mil jaata hain..
Mil jaata hain
Tumse milkar naa jaane kyon
Tumse milkar naa jaane kyon
Aur bhi kuchh yaad aata hain..
Yaad aata hain
Tumse milkar naa jaane kyon
Tumse milkar naa jaane kyon.
Lata Mangeshkar, Shabbir Kumar
Lata Mangeshkar, Shabbir Kumar
Lata Mangeshkar, Shabbir Kumar