Lutade apni khushi khushi ke
Aye dil ye kismat ka hai ishara
Ke teri nayya ke dubne se
Kisi ko mil jayega kinara
Ye aasu khushi ke aasu hai
Ye aasu khushi ke aasu hai
Dil khushi ke mare rota hai
Ye kisi ki khatir bahta hai
Ye kisi ki khatir bahta hai
Wo aasu moti hota hai
Jo kisi ki khatir
Ulaft ki khushi ko thukrake
Le lenge dard judai ka
Le lena dard judai ka
Yu hi ulfat ki jati hai
Yu hi ulfat ki jati hai
Or pyar aise bhi hota hai
Jo kisi ki khatir bahta hai
Wo aasu moti hota hai
Jo kisi ki khatir
Ik dil ne andhera hone se
Hote hai agar do dil roshan
Hote hai agar do dil roshan
Par yad na kar aye mere dil
Par yad na kar aye mere dil
Hone de agar yu hota hai
Jo kisi ki khatir bahta hai
Wo aasu moti hota hai
Jo kisi ki khatir.
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi