Ye Rahi Meri Jawani - Ganga Aur Suraj lyrics | Ganga Aur Suraj - Ye Rahi Meri Jawani lyrics

Ye Rahi Meri Jawani is a hindi song from the 1980 movie Ganga Aur Suraj. Ye Rahi Meri Jawani singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Ye Rahi Meri Jawani composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Ye Rahi Meri Jawani lyricist or song writer is Asad Bhopali. Ye Rahi Meri Jawani music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Ye Rahi Meri Jawani features Sunil Dutt, Reena Roy, Shashi Kapoor, Sulakhshana Pandit, Aruna Irani, Keshto Mukherjee. Ye Rahi Meri Jawani director is and the producer is . The audio of Ye Rahi Meri Jawani song was released on 29th February, 1980 by Saregama. Ye Rahi Meri Jawani YouTube video song can be watched above.


Pada tumhara kabhi bijliyo se kam nahi
Jala ke khakh na kar du ho mera naam nahi
Jise ishq ka ho dava mere samne to aaye
Jise ishq ka ho dava mere samne to aaye
Ye rahi meri jawani jawani
Ye rahi meri jawani koi aag to bujhaye
Ye rahi meri jawani koi aag to bujhaye
Ye rahi meri jawani


Ho wo hansi ada kaaha hai
Mere hosh jo udaye
Wo hansi ada kaaha hai mere hosh jo udaye
Na karo garur itna, itna
Na karo garur itna kahi bat bad na jaye
Na karo garur itna kahi bat bad na jaye
Ye rahi meri jawani


Mai hu kitni khubsurat o ho
Mai hu kitni khubsurat nahi kahne ki jarurat
Kaise kaise mere diwane tauba tauba
Mujhse kya khushi bhi begane taub tauba
Mai hu kitni khubsurat nahi kahne ki jarurat
Mujhe dekhne se pehle zara dil ko apne kurad
Koi hai jo aage badke badke
Koi hai jo aage badke tumhe aaina dikhaye
Ye rahi meri jawani koi aag to bujhaye
Ye rahi meri jawani


Tum hasin ho to hogi ha
Tum hasin ho to hogi nahi mai bhi kam kisi se
Tu pharaib kha na jana kahi
Meri sadgi se, sadgi se
Maze aaj le raha hu mai tumhari berukhi se
Mera dil dube dube aaye aaye
Mera dil dube dube aaye ye garur tut jaye
Na karo garur itna kahi bat bad na jaye
Ye rahi meri jawani


Tum lutere ho magar bas chalega na idhar
Phul nahi milte naye kanto pe hi kar lu basar
Aaj kanto pe sahi kal phul bhi barsaogi
Mai jaha tumko bulaunga chali aaogi
Jao tum jaise nazar baz bahut dekhe hai
Ye garur aur ye andaz bahut dekhe hai
Jab na honge kahi ek roz bhi didar mere
Kache dhage se bandhe aayenge sarkar mere


Dil ke bahlane ko bhane de khayal achha hai
Hum mare jate hai tum kahte ho ha ha
Arey achha hai
Na karo garur itna, itna
Na karo garur itna kahi bat bad na jaye
Na karo garur itna kahi bat bad na jaye
Jise ishq ka ho dava mere samne to aaye
Ye rahi meri jawani jawani
Ye rahi meri jawani koi aag to bujhaye
Ye rahi meri jawani koi aag to bujhaye
Ye rahi meri jawani.



Movie/album: Ganga Aur Suraj
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Asad Bhopali
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Sunil Dutt, Reena Roy, Shashi Kapoor, Sulakhshana Pandit, Aruna Irani, Keshto Mukherjee
Release on: 29th February, 1980
1. Who is the music director of the song Ye Rahi Meri Jawani
Ans: Ye Rahi Meri Jawani song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Ye Rahi Meri Jawani
Ans: Ye Rahi Meri Jawani song singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Ye Rahi Meri Jawani
Ans: Ye Rahi Meri Jawani song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Ye Rahi Meri Jawani
Ans: Ye Rahi Meri Jawani song lyricist is Asad Bhopali
5. What is the movie of the song Ye Rahi Meri Jawani
Ans: Ye Rahi Meri Jawani song is from Ganga Aur Suraj
6. Who wrote the song Ye Rahi Meri Jawani
Ans: Ye Rahi Meri Jawani song is written by Asad Bhopali

Find other songs in - Ganga Aur Suraj

1
Jali Hai Nafrat

Asha Bhosle

2
Rangila Sajanwa

Asha Bhosle

3
Dushman Hu

Mahendra Kapoor