Zakhmi hai paon mere
Manzil bhi door hai
Teri khushi ke liye
Ye bhi manjur hai
Zakhmi hai paon mere
Manzil bhi door hai
Teri khushi ke liye
Ye bhi manjur hai
Zakhmi hai paon mere
Teri kasam hai
Mera koi kasur nahi
Teri kasam hai
Mera koi kasur nahi
Koi kasur nahi
Phir bhi ye samjha
Maine mera kasur hai
Teri khushi ke liye
Ye bhi manjur hai
Zakhmi hai paon mere
Aur to koi meri aisi khata nahi
Aur to koi meri aisi khata nahi
Aisi khata nahi
Chaha tha maine
Tumhe itna zaroor hai
Teri khushi ke liye
Ye bhi manjur hai
Zakhmi hai paon mere
Hark na lana kabhi
Meri wafa pe
Hark na lana kabhi
Meri wafa pe
Meri wafa pe
Itni si arz meri tere huzur hai
Teri khushi ke liye
Ye bhi manjur hai
Zakhmi hai paon mere
Manzil bhi door hai
Teri khushi ke liye
Ye bhi manjur hai
Zakhmi hai paon mere.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mohammed Rafi