Aa jao ke milkar badlen
Duniya ki purani rashmein
Ess daur mein dabte rehna
He apne liye namumkin
Namumkin namumkin
Aa jao ke milkar badlen
Duniya ki purani rashmein
Ess daur mein dabte rehna
He apne liye namumkin
Namumkin namumkin
Jeene ka hame bhi haq hai
Humko bhi he yeh aazadi
Chahe to rahe hum singal
Chahe to rachale shadi
Jeene ka hame bhi haq hai
Humko bhi he yeh aazadi
Chahe to rahe hum singal
Chahe to rachale shadi
Kyu bandhe gale mein ganti
Ma bap ke kahne par hum
Bin dekhe bina pehchane
Kyu kahe kisi ko hum dum
Kahe kisi ko hum dum
Kyu kahe kisi ko hum dum
Majbut irade ho to
Samjho he sabhi kuch mumkin
Majbut irade ho to
Samjho he sabhi kuch mumkin
Iss daur mein dabte rehna
He apne liye namumkin
Namumkin namumkin
Iss daur mein dabte rehna
He apne liye namumkin
Namumkin namumkin
Jaal jaal ke zamane wale
Kyu dekhe hamara passion
Tan bhi hamare hai ujli
Dil bhi hai hamare roshan
Jaal jaal ke zamane wale
Kyu dekhe hamara passion
Tan bhi hamare hai ujli
Dil bhi hai hamare roshan
Hum rahe kisi se pichhe
Humko manjur nahi hai
Qadmon pe jukegi duniya
Wo din ab dur nahi hai
Wo din ab dur nahi hai
Wo din ab dur nahi hai
Wo din ab dur nahi hai
Ab dur nahi hai wo din
Wo din ab dur nahi hai
Ab dur nahi hai wo deen
Iss daur mein dabte rehna
He apne liye namumkin
Namumkin namumkin
Iss daur mein dabte rehna
He apne liye namumkin
Namumkin namumkin
Pachim se nikal kar suraj
Purab mein dhale mumkin hai
Pachim se nikal kar suraj
Purab mein dhale mumkin hai
Iss daur mein dabte rehna
Ab apne liye namumkin
Namumkin namumkin
Iss yug mein dabte rehna
He apne liye asambhav
Asambhav asambhav
Iss age mein dabte rehna
He apne liye impossible
Impossible impossible.
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle
Ajit Singh