Ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhu gum

Meri jaan rona nahi daman bhigona nahi
Ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhu gum
Ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhu gum
Aankho me jo aasu bhare hai
Hotho se apne mai inhe chhin lunga
Raho me jo kaate biche hai
Palko se mai inhe bind lunga
Meri preet ye jan le itna sach man le
Harenge gum jitenge hum
Ye to jindagi hai kabhi khushi hai kabhu gum

Moti abhi lutaye hai tune
Jara muskurake tum kaliya luta do
Jisko kabhi gum na mila ho
Us admi ka tum pata to bata do
Mere yar ab to haso
Mar jaunga tumhari kasam
Ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhu gum
Ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhu gum
Meri ja rona nahi daman bhigona nahi
Ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhu gum
Ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhu gum.
Amit Kumar, Anjali Ram
Lata Mangeshkar
Kunal Ganjawala, Mehmood Ali, Usha Mangeshkar
Kishore Kumar