Aadhi tum kha lo
Aadhi ham kha len
Mil jul ke zamaane mein
Guzara kar len
Ho tera gham mera gham
Yehi gaate chalen ham
Duk sukh ka ji
Yun bantwara kar len
Ho mil jul ke zamaane mein
Guzara kar len
Koi bhookha na rahe
Koi nangaa na rahe
Saari duniya mein
Pyaar ki ganga bahe
Koi bhookha na rahe
Koi nanga na rahe
Saari duniya mein
Pyaar ki ganga bahe
Hoy chalchal bhai chal
Piye preet ka jal
Duk sukh ka ji yun
Bantwaara kar len
Mil jul ke zamaane mein
Guzara kar len
Aadhi tum kha lo
Aadhi ham kha len
Mil jul ke zamaane mein
Guzara kar len
Chalen koi aisi chaal
Toote dukh ka ye jaal
Duniya se mit jaayen
Chhote bade ka rawaal
Lena girte ko thaam
Badaa achchaa hai ye kaam
Dukh sukh ka ji
Yun batwaara kar len
Ho mil jul ke zamaane mein
Guzara kar len
Aadhi tum kha lo
Aadhi ham kha len
Mil jul ke zamaane mein
Guzaaraa kar len
Saare jag ki ye dhool
Ban sakti hai phool
Aisa hota nahin kyun
Socho kiski hai bhool
Mil baitho saare bhai
Karo dilon ki safaayi
Jhaadoo dilon mein lagaaon
Saare jhagde mitaao
Arre mera chulha teri daal
Kaise mile surtaal
Dukh sukh ka ji
Yun batwaara kar len
Ho mil jul ke zamaane mein
Guzara kar len
Aadhi tum kha lo
Aadhi ham kha len
Mil jul ke zamaane mein
Guzara kar len
Tera gham mera gham
Yehi gaate chalen ham
Dukh sukh ka ji
Yun batwaara kar len
Ho mil jul ke zamaane mein
Guzara kar len.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Kishore Kumar, Madan Mohan Kohli, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar