Tere jaisa nahin milega
Jee mere jaisa nahin milega
O mere jaisa nahin milega
Ulfat ka deewaana
Koi parwaana
Dhoondh le saara zamaana
Mere jaisa nahin milega
Ulfat ka deewaana
Koi parwaana
Dhoondh le saara zamaana
Od de dei ee ee
Od de dei ee ee
Od de dei ee, od dei
Aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Aa yayayayayayay
Teri meri preet lagi
Haay re haay
Haay teri meri preet lagi
Haay re haay
Mere man ka baiju baawra
Yaad mein teri gaaye
Tu haan kare jaa
Ya naa kare jaa
Tu haan kare jaa
Ya naa kare jaa
Saari duniya se anmol hai
Mere dil ka ye nazraana
Dhoondh le saara zamaana
Mere jaisa, are mere jaisa
Haa haa mere jaisa
Nahin milega, ulfat ka deewaana
Koi parwaana
Dhoondh le saara zamaana
Marne waale mar gaye
Aur chhod gaye aulaad
Takey ser bikte hain aise
Majnu aur farhaad
Aao jee huzoor chalen
Duniya se door chalen
Duniya hai ek saraay
Chal gori chal chal
Pyaar ke khatmal
Baithhe hain taak lagaaye
Hai mere dil ka ye armaan
Tere sadqe jaaun
O chaahe le le meri jaan
Tere saqde jaaun
Haan haan, sadqe jaaun
Haay tere sadqe jaaun
Kahaan milega aisa badhiya
Duniya mein mastaana
Dhoondh le sara zama
Mere jaisa, o mere jaisa
Ae ae, mere jaisa nahin milega
Ulfat ka deewaana
Koi parwaana
Dhoondh le saara zamaana
Aisi mazedaar gori haandi pakaunga
Teekha teekha pyaar ka
Masala milaaunga
Aisi mazedaar gori haandi pakaunga
Aa chal tujhko banwaa doonga
Ek bawarchi khana
Chhod de sara zamaana
Mere jaisa, mere jaisa
Are mere jaisa nahin milega
Ulfat ka deewaana
Koi parwaana
Dhoondh le saara zamaana
Chhod le saara zamaana
Dhoondh le saara zamaana.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Kishore Kumar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar