Aaina mujhse meri pehli si surat mange
Aaina mujhse meri pehli si surat mange
Aaina mujhse meri pehli si surat mange
Mere apne meri hone ki nishani mange
Aaina mujhse meri pehli si surat mange
Mein bhatakata hi raha dard key virane mein
Waqt likhta raha chere peh har pal kaa hishab
Meri shorat meri deewangi ki nazar huyi
Pi gayi may ki bolte meri geeto ki kitab
Aaj lauta hu too hasne ki ada bhul gaya
Yeh sahar bhula muje mein bhi ishe bhul gaya
Mere apne meri hone ki nishani mange
Aaina mujhse meri pehli si surat mange
Mera fan phir muje bajar mein ley aaya hain
Yeh woh jagah key jahan mero wafa bikate hain
Bap bikate hain aur lakhte jigar bikate hain
Kookh bikati hain dil bikate hain sar bikate hain
Iss badalti huyi duniya kaa khuda koyi nahi
Saste damo peh yaha roj khuda bikate hain
Har kharidar ko bajar mein bikata paya
Ham kya payenge kisi ne yaha kya paya
Mere aheshas mere phool kahi aur chale
Bol puja meri bachi kahi
Aur chale, aur chale, aur chale.
Arun Ingle
Talat Aziz
Dilraj Kaur, Talat Aziz
Talat Aziz
Wajid Ali
Alisha Chinai, Vijay Benedict
Shabab Sabri, Tanvir Hussain