Aaj aayenge bhagwan
Wohi jinka nam hai ram hamre angna me
Ho hamre angna me banke mehmaan re
Pag pag me bichhado apne pran re
Pag pag me bichhado apne pran re
Aaj aayenge bhagwan
Wohi jinka nam hai ram
Hamre angna me
Ho hamre angna me banke bhagwan re
Pag pag me bichhado apne pran re
Pag pag me bichhado apne pran re
Raja dasrath pita hai jinke
Kaushlya hai maiya
Kaushlya hai maiya
Raj mehal ko chhodke
Jo karter van mein aaye ramiya
Van mein aaye ramiya
Chum lo un charno ko
Chum lo un charno ko
Jin pe dharti bhi kare abhimaan re
Pag pag me bichhado apne pran re
Pag pag me bichhado apne pran re
Na tere na mere wo
To sabke ram ramiya
Sabke ram ramiya
Paar kare ham nadiya
Wo bhaw sagar ke khaiwaiya
Duniya ke dukh harne
Duniya ke dukh harne
Bhagwan aaya banke insaan re
Pag pag me bichhado apne pran re
Pag pag me bichhado apne pran re
Aaj aayenge bhagwan
Wohi jinka nam hai ram hamre angna me
Ho hamre angna me banke mehmaan re
Pag pag me bichhado apne pran re
Pag pag me bichhado apne pran re.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)