Bandanawaz Dekhiye - Ek Din Ka Badshah lyrics | Ek Din Ka Badshah - Bandanawaz Dekhiye lyrics

Bandanawaz Dekhiye is a hindi song from the 1964 movie Ek Din Ka Badshah. Bandanawaz Dekhiye singers are Asha Bhosle, Kishore Sharma, Miss Vijay, Mohammed Rafi, S.Balbir, Surender Kohli. Bandanawaz Dekhiye composer is Hansraj Behl and Bandanawaz Dekhiye lyricist or song writer is Prem Warbartani. Bandanawaz Dekhiye music director is Hansraj Behl. Bandanawaz Dekhiye features Jairaj, Nishi, Jugal Kishore, Sunder. Bandanawaz Dekhiye director is and the producer is . The audio of Bandanawaz Dekhiye song was released on null by Saregama. Bandanawaz Dekhiye YouTube video song can be watched above.


Bandanawaz
Dekhiye aisa na kijiye
Bandanawaz
Dekhiye aisa na kijiye
Hum aapke hai humse ha
Hum aapke hai
Humse to parda na kijiye
Hum aapke hai
Humse to parda na kijiye


Uthna pade na aapko
Mehfil se phir kahi
Uthna pade na aapko
Mehfil se phir kahi
Humko nigahe shok shok
Humko nigahe
Shok se dekha na kijiye
Humko nigahe
Shok se dekha na kijiye


Hai jiski aabtab
Se jannat ka husn man
Sharma gaya humse
Wahi chudvi ka chand
Sharma gaya humse
Wahi chudvi ka chand chand
Sharma gaya humse
Wahi chudvi ka chand


Ho us chnad ko salam kiya
Kya gajab kiya
O itna hasin kam kiya
Kya gajab kiya
O itna hasin kam kiya
Kya gajab kiya
Koi kare salam salam
Koi kare salam to bigda na kijiye
Bigda bigda bigda na kijiye
Bigda bigda bigda na kijiye
Bandanawaz dekhiye aisa na kijiye


Hum shokhiya hujur ki
Kab tak kare maf
Kahna padega
Aapse ab to ye saf saf
Kahna padega
Aapse ab to ye saf saf
Saf saf
Kahna padega
Aapse ab to ye saf saf
O dastur husn aapko
Shayad pata nahi
O ye mehfile adab
Hai koi maikada nahi
O ye mehfile adab
Hai koi maikada nahi


Pile do char zam zam
Pile do char zam to bahka na kijiye
Bahka bahka bahka na kijiye
Bahka bahka bahka na kijiye
Humko nigahe
Shok se dekha na kijiye


Hanskar uthe salam
Kiya aur chal diye
Nazro se kattle aam
Kiya aur chal diye
Nazro se kattle aam
Kiya aur chal diye
Chal diye
Nazro se kattle aam
Kiya aur chal diye


O julfe zara si khol ke
Aanchal sambhal ke
O jane lage kaha
Hume uljhan me dal ke
O jane lage kaha
Hume uljhan me dal ke


Jane bhi dijiye aji jane bhi dijiye
Aji gussa na kijiye
Gussa gussa
Gussa na kijiye
Gussa gussa
Gussa na kijiye
Bandanawaz
Dekhiye aisa na kijiye


Tum hi nahi ho aur
Bhi aashiq hajar hai
Wo bhi hajar jaan
Se hum par nisar hai
Wo bhi hajar jaan
Se hum par nisar hai
Nisar hai
Wo bhi hajar jaan
Se hum par nisar hai


O humko nahi kisi ki
Mohabbat ka eaitbar
O same wafa hai
Ek patange hai besumar
Same wafa hai ek
Patange hai besumar
Kya kijiye jo aise
Kya kijiye jo aise me tauba na kijiye
Tauba tauba tauba na kijiye
Tauba tauba tauba na kijiye
Humko nigahe
Shok se dekha na kijiye
Bandanawaz
Dekhiye aisa na kijiye
Hum aapke hai
Humse to parda na kijiye.



Movie/album: Ek Din Ka Badshah
Singers: Asha Bhosle, Kishore Sharma, Miss Vijay, Mohammed Rafi, S.Balbir, Surender Kohli
Song Lyricists: Prem Warbartani
Music Composer: Hansraj Behl
Music Director: Hansraj Behl
Music Label: Saregama
Starring: Jairaj, Nishi, Jugal Kishore, Sunder
Release on: null
1. Who is the music director of the song Bandanawaz Dekhiye
Ans: Bandanawaz Dekhiye song music director is Hansraj Behl
2. Who is/are the singer/singers of the song Bandanawaz Dekhiye
Ans: Bandanawaz Dekhiye song singers are Asha Bhosle, Kishore Sharma, Miss Vijay, Mohammed Rafi, S.Balbir, Surender Kohli
3. Who is the Composer of the song Bandanawaz Dekhiye
Ans: Bandanawaz Dekhiye song composer is Hansraj Behl
4. Who is the Lyricist of the song Bandanawaz Dekhiye
Ans: Bandanawaz Dekhiye song lyricist is Prem Warbartani
5. What is the movie of the song Bandanawaz Dekhiye
Ans: Bandanawaz Dekhiye song is from Ek Din Ka Badshah
6. Who wrote the song Bandanawaz Dekhiye
Ans: Bandanawaz Dekhiye song is written by Prem Warbartani

Find other songs in - Ek Din Ka Badshah

1
Wo Aaye Ghar Me Humare

Mahendra Kapoor, S.Balbir, Surender Kohli

2
Allah Teri Aaho Me

Kamal Barot, Shamshad Begum

3
Teri Pasand Kya Hai

Mohammed Rafi

4
Kahi Sabar Ki Intaha

Suman Kalyanpur

5
Tere Hatho Me Apni Zindagi

Asha Bhosle, Mahendra Kapoor