Aaj hoga wahi tum samjh lo sahi
Meri bhakti se bhagwan uljhna nahi
Meri bhakti se bhagwan uljhna nahi
Jo lagate tumhe bhog bin bhav se
Aise bhakto mein humko samjhna nahi
Meri bhakti se bhagwan uljhna nahi
Shak dekha vidhur ka to lalcha gaye
Ber jhute bhi sabri ke tum kha gaya
Shak dekha vidhur ka to lalcha gaye
Ber jhute bhi sabri ke tum kha gaya
Bhog sabke chakhe bate sabki rakhi
Meri bari jo aayi to sharma gaye
Meri aankhe hai surat ki pyasi inhe
Teri murat se aata bahalna nahi
Teri murat se aata bahalna nahi
Aaj hoga wahi tum samjh lo sahi
Meri bhakti se bhagwan uljhna nahi
Meri bhakti se bhagwan uljhna nahi
Tum chhupe ho are banke yu beraham
Aise zid mein nahi hum bhi utarenge kam
Tum chhupe ho are banke yu beraham
Aise zid mein nahi hum bhi uatrenge kam
Ab to baazi lagi bhakt bhagwan ki
Dekhna aaj rahta hai kiska aham
Ab na khayenge tumko khilaye bina
Hume aata hai rasta badalna nahi
Hume aata hai rasta badalna nahi
Aaj hoga wahi tum samjh lo sahi
Meri bhakti se bhagwan uljhna nahi
Meri bhakti se bhagwan uljhna nahi.
Lata Mangeshkar
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi